Blog Ko Google Search Me Kaise Submit Kre.

Blog-Ko Search-Engine-Me-Kaise-laye

Blog Ko Search Engine Me Kaise Laye

ब्लॉग को सर्च इंजन में कैसे लाएं

Dosto agar aap ne abhi new blog bnaya hai aur Aap apne blog per traffic (visitor)
Badane ki shoch rhe hai toh apne blog Ko Googal Search Console me submit kre. Kyuki isse hmara blog Googal search me aane lagta hai. Googal ek bhut hi aasan Tarika hai kuch bhi seach krne ke liye. 


Isliye Googal Ko apne blog ke bare me btana bhut zaruri hai Aur agar aap apne blog per traffic badana chahte hai toh ye aur bhi zaruri ho jata hai. Isse humari ranking bhi acchi ho jati hai. Iske aur bhi faiyde hai isse Hume Google se Organic traffic Milne lagta hai. Jo Hume aage chal kr bhut kaam asti hai.

Search Engine

Googal Seach Engine Kaam Kaise Krta hai

 गूगल सर्च इंजन काम कैसे करता है

Jab hum Googal Search Console me apne blog ka url submit kr dete hai toh humare likhe hue Article ya jankari Googal ke pass save ho jate hai. Fir agar koi bhi us jankari ke bare search krega toh Googal humare article Ko apne Googal page per use daal deta hai. Iske Liye Hume apne blog Ko Googal search consol me apna Account bnana padta hai.

Blog ki image Ko SEO Friendly kaise bnaye

Search Consol Me blog Ko Kaise Add Kre

सर्च काउंसेल में ब्लॉग को कैसे ऐड करें


Googal Search Console Googal ki hi Service hai. 

Step1:-
 Sabse pehle Aap is Website Googal.com/Webmasters/tools
Per jaye

Step2:-
Ab Search Consol per Click kre

Step3:- Ab site map per click kre

Blog ko search engine me kaise add kre
Step4:-
Ab apne blog(Website) Ka Url  daale aur add per click kre

Blog Ko Search Engine Me Kaise add Kre
Step 5:-
Ab Add property per click kre

Blog Ko search engine me kaise add kre
Step6:-
Ab Altemate per click uske bad ek new page open hoga usme HTML per click kre. Aap ek code dikhai dega use copy kre le


Step7:-
ab apne blog (Website) Ko open kre. Template me jye edit HTML per click kre head search kre head ek sath hi copy kiya hua html code paste krke save template per click kre. agr samjh nhi aya toh niche pic dekhe
Blog-ko-google-Search-me-kaise-add-kre

Step8:-
ab waps webmaster site per jye aur verify kr de.. ab ek page khulega usme Sitemap.xml likh kr submit kr de

Blog Ko Search Engine Me kaise add kre
Ab aapka blog (Website) Googal Search Console me submit ho gya hai..

Kai bar is Process Ko Update hone me 24-48 ghante bhi lag jaye hai. Isliye agar Sitemap submit krne ke kuch gante bad bhi aap ki post Google search me na dikhne toh preshaan na ho 48 ghante tak wait kre. Fir aap.ki post Google search me index hone lagegi aur aap Ko Google se Organic traffic Milne lagega Jo aap ke blog ke liye bhut jaruri hai.

Ummed hai Aap Ko ye Article accha lga hoga aur Aap Ko acche se samjh bhi aa gya hoga ki apni website Ko Googal me kaise add Kre. Agar aap Ko apne blog Ko Google me add krne koi problem aye toh aap humse comment krke puch skte hai.

Ye bhi pade:-
Search Description Kya hai Aur Blog Me Kaise Enable Kre

Google Keywords Planner Kya hai aur Iska Use Kaise Kre

Blog Ki Images Ko SEO Friendly Kaise Bnaye

Ye 13 Apps Blogging Ko Bna dege Aasan


Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post