Privacy & Policy Page Kaise bnaye


Blog ke privacy & Policy page Kaise bnaye

Privacy & Policy Page Kyu Jaruri hai.

प्राइवेसी एंड पॉलिसी पेज क्यों जरूरी है!


Agar aap ne abhi new blog bnya hai ya Aap abhi new blogger hai. Aur agar aap Googal AdSense Aprove krwane ki shoch rhe hai ye post Aap ke liye hi hai. 

Kyuki Aap bina privacy & Policy Page Bnaye AdSense ke liye apply nhi kr skte hai. Agar aapne apply kr bhi diya toh vo Aprove nhi hoga.
 
Kyuki Googal AdSense ke kuch tems & Condition hai. Unme se ek ye bhi hai ki Googal ki Ads ( AdSense) Ko aapne blog me lagane se pehle aapke website per 3-4 pages jarur bne hone chahiye.umme se ek ye hai Privacy & Policy.  Jab tak aapki website per ye page nhi hoge aapka AdSense Aprove nhi hoga. 

Kya hota hai Privacy & Policy Page

क्या होता है प्राइवेसी एंड पॉलिसी पेज

Is page me Hume apne blog ke bare me btana hota hai. Apne blog ke rules visitor Ko btana hota hai. Jaise abuse nhi krna . Gandhe comment nhi krna. Aur is page me ye bhi btana padta hai ki hum Aap ne visitors se kis type information lete hai. Mtlab hum unse kaisi jankari lete hai. Humare blog per. Ab Aap samjh gye hoge ki ye page kyu Jaruri hai hamare blog ke liye

Privacy & Policy Page Kaise Bnaye

प्राइवेसी एंड पॉलिसी पेज कैसे बनाएं

Cahliye dosto mai ab aapko step by step btata hu  Ki privacy & Policy Page bnate kaise hai. 

Step1:-  Sabse pehle Aap is Website https://www.serprank.com
Per jaye.  

Step2:- Apko is Website per Register Krna hai. Ab Aap yha Register per click kre..
Step2:- jab Aap Register per click krege toh Aap ke samne ek new page khulega.  Vo kuch is trah se hoga.

Is From me Jo bhi detail mangi gyi hai. Use thik thik bare. Pura from fill up krne ke bad Register per click kr de. Ab Aap ka Account is Website per bn gya hai.

    Step3:- Ab next page open hoga. Usme members Tool pages per click kre. 


Step4:- Ab Fir ek from type ka page open hoga kuch lis trah se ise apna Gamil Aur Website Ka URL dale.

Ab niche cookies per click kre


Googal AdSense per click kre.
Ab submit and  per click kr de.


Step5:-  Ab apke samne ek aisa page khulega


HTML for this privacy policy per click kre

Step6:-  Ab Jo page khulega us per html code hoga.use is trah se  copy kre 


Step7:- ab apne Website per jye Dashboard me jye Pages per click kre new page per jye..new page me ye copy kiya hua Html code paste kr de.

Ab Aap ka Privacy & Policy Page bna gya hai. Aap apni website me ise dekh skte hai. Ummid hai aapko ye Article accha lga hoga. Agr ye page bnane me koi problem aye toh comment me Aap puch skte hai. Aapki puri help ki jayegi. Thanku..

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post