Search Description Kya hai


Search-Description-Enable-Kaise-kre


Search Description Kya hai Aur Blog Ke Liye Kyu Jaruri hai 

Search Description ki agar sahi se settings ki jye toh ye hamare blog ki traffic badane me bhut help krta hai. Agar humne apni post me Description add kiya hai toh humari post ki ranking badti hai. Agar humne description add nhi kiya hai toh Googal Search me humare post ki pehle 150 word's show hote hai. Humse apne post ka description 150 Words me dena hota hai.

Mtalb Hume apne post ke bare 150 sabad me btana hota hai. Jo Googal Search me dikhta hai. Visitors pehle unhi 150 Words Ko padh kr ye decide krte hai ki Jo vo search kr rhe hai vo is post me hai ki nhi. Agar vo description se impress hote hai tabhi vo humari post Ko padte hai.

Raed More :- 
Blog Ki Images Ko Seo Friendly Kaise Banaye

Google Keywords Planner Se Keywords Research Kaise Kre

Google Analytics Per Account Kr Blog Ko Track Kaise Kre

Google Search Engine Kaise Kaam Krta hai

Isliye Hume in 150 words ke description me apni post ke bare me acche se btana hota hai ki hum hamara post kis topic per hai aur humis post me kya bta rhe hai. ye Hamari traffic ke liye bhi bhut helpful rehta hai.

Meta Tags Description Enable Kasie kre 



Sabse pehle Aap Ko mera Tags Description Ko Enable krna padega tabhi Aap apni har post me Search Description Add kr skte hai. Meta Tags Enable krne ke liye Aap Ko sabse pehle Bloger me jye Dashboard >> Setting>> Search Profomash me jye 
Step1:- Meta Tags Description ke samne Edit per click kre. 

Step2:-(4) meta Tags Ko Enable kr de.

Step3:- (5) niche box me 150 words me apne blog (Website) ke bare me likhe. Aap ki Website kis topic per hai aur kya krti hai. Ye kaise jankari publish krti hai. Ye description likhne ke bad save Setting per click kr de.a apki Website ka search Description ban gya hai.

Read More :- 
Jio Coin Kya hai, Jio Coin Ki Puri Jaankari

Blog Ki Basic Settings Kaise Kre

Ye 10 Websites Aap Ke Bhut Kaaam Ki hai

Online Paise Kamane Ke 10 Best Tarike

Post Me Search Description Kasie Add Kre

 पोस्ट में सर्च डिस्क्रिप्शन कैसे ऐड करें

Apne Website ka Search Description taiyar kr Liye Ab Aap Ko ap e post ka search Description bana hai. 

Step1:- post ka search Description banane ke liye Aap Sabse pehle new post me jye. Posts Setting me jye.



Step2:- Search Description Me jye. Yha apni post ke bare likhe. Jis topic per aapki post hai. Googal Search me aapki post ka tital aur ye 150 words ka description dekhega.

Ab save per click kr de. Aap ka post ka description bhi ban ga hai. 

Agar aap in 150 Words me apni post Ko visitors Ko samjha Di toh Aap ki post ki ranking bhi acchi hogi aur aapki Website ki traffic bhi badegi. Ummed hai Aap Ko ye post acchi lagi hogi. Is post Jude agar koi swal Aap man me ho toh Hume jarur btaye apki puri SAHAYATA ki jayegi.


Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post